Android Hindi Keyboard: Yaha aap janege ki Android Mobile se Hindi font me keyboard se type kaise karte hai (How to write and type in Hindi language font)
Iske liye apko Hind me typing aani jaruri nahi hai, yah ek application se ho sakta hai.
Yah app is tarah kaam karegi ki Jab aap keyboard se “Ram” likhoge to likha jaega “राम”
Step 1. App Install kare
Google play store me App search kare “Google Indic Keyboard” aur ise Install kare.
Step 2. Hindi Keyboard Enable kare
Install complete ho jane ke bad us app ko open kare.
Kuch is tarah screen show hogi jisme ENABLE IN SETTING par click kare.
Input method me Google Indic Keyboard ko enable kare.
hindi-kaise-likhe
Ek attention ayega jisme jisko ok kare.
ok-button-indic-keyboard
Phir SELECT INPUT METHOD par click kare.
input-method-hindi-app
Phir English & Indic Language ko select kare.
english-hindi-type
Step 3. Hindi Me Type Kare
WhatsApp ya kisi bhi messenger ko open kare aur keyboard ko kuch is tarah se istemaal me le.
Congratulation is tarah se aap Hindi language font me likh sakte hai, aur tarah se pure android me kisi bhi messenger, chat box, search box, contact name etc kahi par bhi Hindi me likh sakte hai.
Related Post:
Magazine Padh Kar English Improve Kaise Kare (in Hindi)
SEO Kya Hai? What is SEO? in Hindi (Complete Guide)